Hand Carved Wanderlust

Monday, June 12, 2017



I was sitting at a cafe enjoying my own company while waiting for a friend, I saw a guy from my neighbourhood.

Bhaiya : "Aur bhai trekker, kaha ghoom k aaye ho is bar."

Me : "Arre kaha fursat milti hai aab."

Bhaiya : "Handicraft ka kaam kaisa chal raha hai?"

Me : "Sahi chal raha hai filhaal."

Bhaiya : "Soch raha tha call karu tujhe, ek bohot deep carving hai ander... soch raha hu k kar he du aab."

Me : "Vintage hai to acche paise milenge, baki depend karta hai... ek do jano ko janta hu."

Bhaiya (almost confused but show must go on) : "Haan wo to sahi hai... to mujhe carving hai jab se mai badrinath gaya tha."

Me : "Arre bhaiya us carving ko wanderlust kehte hai."

Bhaiya : "Haan exactly."

You Might Also Like

0 Reactions

Its My Life

This is what that is going on my life, my happy/ sad memories... At times Its what my mind muses and purges out as poetry when its not thinking anything what it is forced to think!!!

»

My Facebook

My Twitter

My Photography